Sahir Ludhianvi
  • Home
    • Contact Us
  • About Sahir
  • Filmography
  • Songs
    • A to L
    • M to Z
  • Sahir Ki Yaad MeN

Sahir ki yaad meN - 20th October, 2012

10/20/2012

0 Comments

 
A tribute to one of my favorite stars, Shammi Kapoor, on his birth anniversary - 21st October.

Song : qadam qadam se dil se dil milaa rahe haiN ham
Movie : Char Dil Char Rahen (1959)
Singers : Mukesh, Manna De, Mahendra Kapoor, Meena Kapoor, Chorus
Lyrics : Sahir Ludhianvi
Music : Anil Biswas
Starring : 
saathii re bhaa_ii re
qadam qadam se dil se dil milaa rahe haiN ham
watan meN ek nayaa chaman khilaa rahe haiN ham
qadam qadam se 

ham aaj neeNv rakh rahe haiN us nizaam kii 
bike na zindagii jahaaN kisii Gulaam kii 
luTeN na mehanateN pise hue aawaam kii
na bhar sake tijoriyaaN ko_ii haraam kii
saathii re bhaa_ii re
har ek ooNch-neech ko miTaa rahe haiN ham
qadam qadam se dil se dil milaa rahe haiN ham

saathii re bhaa_ii re
videshii looT kii jagah ho desii looT kyoN 
safed jhooTh kii jagah siyaah jhooTh kyoN 
watan sabhii kaa hai to phir watan meN phooT kyoN
samaaj ke dushmanoN ko mil rahii hai chhooT kyoN
saathii re bhaa_ii re
khulii sabhaa meN ye sawaal uThaa rahe haiN ham
qadam qadam se dil se dil milaa rahe haiN ham 

saathii re bhaa_ii re
hamaare baazuoN meN aaNdhiyoN kaa zor hai 
hamaarii dhaRakanoN meN baadaloN kaa shor hai 
hamaare haath meN watan kii baag_Dor hai
na bach ke jaa sakeNge jin ke dil meN chor hai
saathii re bhaa_ii re
suno ki apanaa faisalaa sunaa rahe haiN ham
qadam qadam se dil se dil milaa rahe haiN ham

0 Comments



Leave a Reply.

    Author

    Nita Awatramani

    Archives

    July 2016
    June 2016
    April 2014
    March 2014
    August 2013
    July 2013
    February 2013
    November 2012
    October 2012
    September 2012
    August 2012
    March 2012
    February 2012

    Categories

    All
    50s
    60s
    70s
    Aaj Aur Kal
    Asha Bhonsle
    Ashok Kumar
    Balraj Sahni
    Chitralekha
    Dharmendra
    Didi
    Ek Mahal Ho Sapnon Ka
    Film Song
    Ghazal
    Khaiyyam
    Kishore Kumar
    Lata Mangeskhar
    Mala Sinha
    Manna De
    Meena Kumari
    Mukesh
    Nanda
    Phir Subah Hogi
    Poetry
    Pradeep Kumar
    Raaj Kumar
    Rafi
    Raj Kapoor
    Ravi
    Roshan
    Sadhana
    Sahir Ki Yaad Men
    Sharmila Tagore
    Shobha Khote
    Site Enhancement
    Sudha Malhotra
    Sunil Dutt
    Tanuja
    Waqt

    RSS Feed

© Nita Awatramani 1997 - 2020