Sahir Ludhianvi
  • Home
    • Contact Us
  • About Sahir
  • Filmography
  • Songs
    • A to L
    • M to Z
  • Sahir Ki Yaad MeN

Sahir ki yaad meN - 23rd May, 2016

5/23/2016

0 Comments

 
Song : kabhii kabhii mere dil meN Khayaal aataa hai
Movie : Kabhi Kabhi (1976)
Singer : Mukesh
Music : Khaiyyam
Starring : Amitabh Bachchan, Rakhee, Waheeda Rehman, Shashi Kapoor, Rishi Kapoor, Neetu Singh, Simi Garewal

kabhii kabhii mere dil meN Khayaal aataa hai
ke jaise tujh ko banaayaa gayaa hai mere liye 
tuu ab se pahale sitaaroN meN bas rahii thii kahiiN 
tujhe zameeN pe bulaayaa gayaa hai mere liye 
kabhii kabhii mere dil meN Khayaal aataa hai

kabhii kabhii mere dil meN Khayaal aataa hai
ke ye badan ye nigaaheN merii amaanat haiN
ye gesuoN kii ghanii chhaaNv hai merii Khaatir
ye hoNTh aur ye baaheN merii amaanat haiN
kabhii kabhii mere dil meN Khayaal aataa hai

kabhii kabhii mere dil meN Khayaal aataa hai
ke jaise tuu mujhe chaahegii umr bhar yooN hii
uThegii merii taraf pyaar kii nazar yooN hii
maiN jaanataa hooN ke tuu Gair hai magar yooN hii
kabhii kabhii mere dil meN Khayaal aataa hai

kabhii kabhii mere dil meN Khayaal aataa hai
ke jaise bajatii haiN shahanaaiyaaN sii raahoN meN
suhaag raat hai ghooNghaT uThaa rahaa hooN maiN 
simaT rahii hai tuu sharmaa ke apanii baahoN meN
kabhii kabhii mere dil meN Khayaal aataa hai


0 Comments



Leave a Reply.

    Sahir

    "maiN pal do pal kaa shaayar hooN..."

    Archives

    October 2018
    January 2018
    October 2017
    January 2017
    October 2016
    September 2016
    August 2016
    July 2016
    June 2016
    May 2016
    April 2016
    March 2016
    February 2016

    Categories

    All
    40s
    50s
    60s
    70s
    80s
    Aaj Aur Kal
    Alif Laila
    Anil Biswas
    Asha Bhonsle
    Azadi Ki Raah Par
    Babar
    Bahu Begum
    Barsaat Ki Raat
    B. S. Nanji
    Chambal Ki Kasam
    Char Dil Char Rahen
    Chitralekha
    Daag
    Dastaan
    Dharmaputra
    Dhool Ka Phool
    Didi
    Ek Mahal Ho Sapnon Ka
    G. D. Kapoor
    Gumraah
    Hum Dono
    Jaal
    Jaidev
    Jairaj
    Kaajal
    Kabhi Kabhi
    Khaiyyam
    Kishore Kumar
    Kumkum
    Laila Majnu
    Lata Mangeshkar
    Laxmikant Pyarelal
    Leena Chandravarkar
    Madan Mohan
    Mahendra Kapoor
    Mala Sinha
    Manna De
    Meena Kapoor
    Meena Kumari
    Moushumi
    Mukesh
    Nalini Jaywant
    N. Dutta
    Nimmi
    Padmini Kolhapure
    Phir Subah Hogi
    Pyaasa
    Raaj Kumar
    Rafi
    Railway Platform
    Rajesh Khanna
    Raj Kapoor
    Ranjita
    Ravi
    R. D. Burman
    Rehman
    Rishi Kapoor
    Roshan
    Sadhana
    Sahir Ki Yaad MeN
    Sazaa
    S. D. Burman
    Shagun
    Shakeela
    Shammi Kapoor
    Sharmila Tagore
    Shashikala
    Shashi Kapoor
    Shatrughan Sinha
    Shobha Khote
    Shyam Sundar
    Sudha Malhotra
    Suman Kalyanpur
    Sunil Dutt
    Sushma Shreshta
    The Burning Train
    Trishul
    Usha Mangeshkar
    Waqt
    Yesudas

    RSS Feed

© Nita Awatramani 1997 - 2020